Home / YouTube

CJP Protest Delhi: Mahila Protesters & Police | 10 Oct

Uploaded 2026-10-11

Thumbnail for CJP Protest Delhi: Mahila Protesters & Police | 10 Oct

Watch on YouTube →

CJP Protest Delhi (Jantar Mantar 2.0), 10 October 2026: mahila protesters aur police ke beech dhakka-mukki ke visuals. Nari samman aur suraksha ka santulan kaise bane?

सीजेपी प्रोटेस्ट दिल्ली | जंतर मंतर | महिला प्रदर्शनकारी | नारी सम्मान

"Yatra Naryastu Pujyante, Ramante Tatra Devataha" (Manusmriti 3.56): jahan nari ka samman hota hai, wahan khushhali aati hai.

📍 Context: Cockroach Janta Party (CJP) ne 10 October 2026 ko Delhi me Chief Election Commissioner Gyanesh Kumar ke resignation aur SIR rollback ki maang me protest call diya tha. Delhi Police ne permission deny ki thi, Central Delhi me BNSS Section 163 lagi thi, aur hazaron protesters ko detain kiya gaya.

Hum kisi sansthaan ya party ka samarthan ya apman nahi kar rahe. Sawal sirf ye hai: suraksha vyavastha aur nari samman ka santulan kaise bana rahe?

💬 Aap kya sochte ho? Comment me likhiye.

⚠️ Disclaimer: Ye video Manusmriti ke ek shlok ko sirf educational aur critical analysis ke liye dikhata hai. Hum is granth ke kisi bhedbhavpurn vichar ka samarthan nahi karte. Protest visuals news reporting context me hain.

#CJPProtest #JantarMantar #Shorts